ARJ KYA HAI......KYON TUM NIKLI...CHANDNI RAAT ME...
kyon tum nikli chandni raat me .....
tumhara husn dekh kar...sharma gaya chand badli me chup gaya ....
kyon tum nikli phoolon ke baag me ..
tumhara chehra dekh kar....gulab ka rang ud gaya.....
kyon tum nikli moti baazar me ..
tumhare aankhon ko dekh kar...kohinoor feeka pad gaya....
kyon tum nikli sangeet ke mehfil me....
tumhari aawaz sunkar...saat sur bhi tham gaye.....
kyon tum nikli dilwaalon ke basti me.....
tumhara jalwa dekh kar.....zamana peeche pad gaya.......